es problem ka kya?solution hai

pata nahi kyo? lekin ye sach hai ki aaj kuch log risto ko lekar itna serious nahi hai,jitna un ko hona chahiye. aaj mai woman police station gya.waha ka nazara dekh ker chakit rah gya, waha kuch log wo man police ke samne ek dusre ko bahla-bura kah rahe the, ye wo log the jin ki shadi ko mushkil se 5 mahine bhi nahi huye the, in mai se kuch logo ki love marriage thi, to kuch ki arranged marriage,lekin dono hi ek dosre se pareshan the, mene love marriage walo se baat ki to vo ek dusre par badel jane ka aarop laga rahe the,wahi arranged marriage walo ka kahna tha ki unhone sirf apne gharwalo ke dawab mai aakar shadi ki hai,sabhi case sirius the,lekin yaha sawal yah uthta hai ki kya? divorce in problem ka solution hai,kya?khuleaam ek dusre ko kosna jaruri hai.

21 jul 2011 - meld ongepast verhaal
Weet je zeker dat je dit verhaal wilt rapporteren? Ja | Nee
Profielfoto van shriram22
shriram22, man, 36 jaar
   
Log in om een reactie te plaatsen.   vorige volgende